Wednesday 25 August 2010

Rakhi

sansar mein anokha rishta hai bhai behan ka,
koi nhi hai yahan tum jaisa,
yadon ko yaad kiya aaj maine,
sahara aisa tha un yaadon ka jaise,
bilkul samne paya aaj maine tumhe......

Monday 23 August 2010

new

mera pyaar inta kamjor nhi,
ki mujhe iska praman dena pad jaye,
main aap hi se pyaar karungi,
chahe koi kuch bhi keh jaye,
nhi mil paye agar aap is janam mein
toh intazar karun aapka,
chahe kyu na sadiyan beet jayein.........

@@@@@@@@@@@@@@@@@



pyaar itna hai ki aapse door ja nhi sakti,
dar lagta hai kamjori na bane mera pyaar aapke liye,
isliye apne pyaar ko jata bhi nhi sakti,
jaan hai aap meri kyuki,
aapko kho kar main jinda reh nhi sakti.........

Monday 2 August 2010

Sawan jhum ke..............

aaj sawan jhoom k aaya hai,
lekin dekho isne kaisa jadoo kiya hai,
ek daur tha,
khela karti thi main baarish mein,
magar is baar k sawan mein,
mujhe sirf mera sajan yaad aaya hai.